Iljam
Wo log jo akshar iljam lagaya karte hain,
puchho unhe ki kaha wqt jaya karte hain .......
Jab fursat hi nahi hai do pal sath bitane ki,
fir kyun hme azmaya karte hain....
Yun to kahte hain hm hamdard hain tmhare
par ye wahi hain jo na kv dard se riha karte hain.
yun to shikaytain tmam hain unhe hmse,
wo khud me hi gum hain par hme gumnam btaya karte hain
unhe kahan fark padta hai hmari narazgi se,
wo khud me hi mast hain aur hme v khush man baithain hain....
Nice try
ReplyDelete