Ye Halat..........

Ye dard zindgi k had se jyda badh chuke hain....
ham apni in halaton k daldal me fash chuke hain.....

Mannaton se pae the jo pyar k ristey sv..
aaj aage badh chle mai rah gai wahin kahin...

Har apno ne muh mod kar paraya kar diya h,
har sapno ne sath chhod ek naya gam diya h....

Ek swal man me puchhti hun aaj v....
kyon sath chhod kar h jate rah me apne sv?

Inshaf is khudai ka karun v to kese karun?
wo mere apne hi hain jinhone dhai ye kahar....

Isdard ko sath le mai chalti hi ja rahi hun
gam k kale badlon se ladti hi ja rahi hun....

Mushkurati hun magar wo gam av v baki h
gam chhipane k liye ab ye mizaz kafi h....

Har chehre k pichhe kuchh ankahe si bat h
har mushkuraht k pichhe ek nae zazbat h...


Thak si jati hun jb kv in badle hue halat se 
tab ktaren aashuon ki  bahti h mere aankh me

Parakh raha h aaj khud khuda v is kadar 
tarashti hun har gamon me jine ki ek nai lahar...

Wada kiya h zindgi se har na manungi kv
thak k is rah par himmat na harungi kv....

Chunotiyon se ghir gai hun aaj mai
kisse kahun ye dil k apne raj mai???

Zindgi ke is mizaz se ham thak chuke hain....
ham apni hi halaton k is daldalme fash chuke hain....

Ye dard zindgi k had se jyda badh chuke hain....
ham apni in halaton k daldal me fash chuke hain......
Be Strong

Comments

Post a Comment

Popular Posts